150+ Sad Shayari In Hindi 💔 – दिल छू लेने वाली (Jan 2026)

Even in 2026, people like to read Sad Shayari in Hindi when they feel hurt or sad. These 150+ special shayaris talk about pain sadness broken hearts and when someone we love gives us betrayal. Sometimes we think it’s true love but later we find out it was fake love. and that makes our hearts break.

I remember when I had a breakup. I thought the love was real, but I got hurt and felt sad. I didn’t know how to express my feelings. Then I started reading Sad Shayari, and it helped me feel better. I even shared one with my friend, and it brought tears to his eyes.

In this list, you will find Sad Shayari HD images that you can easily download and share with your friends. Many people search for sad shayaris when they feel pain, and these are some of the best ones to help you feel understood, all in one place, with no hassle.

So if you are feeling down, these simple shayaris can help you feel better and show that you are not alone.
If you enjoy reading emotional shayari in English as well, don’t miss our Sad Shayari in English collection – each line is written straight from the heart.
Also, read our Sad poetry in Urdu collection for soulful words that touch your heart.

Emotional Sad Shayari in Hindi – दिल को छू लेने वाली शायरी

When emotions can not be spoken, they turn into poetry. Read these emotional sad shayari in Hindi to express your silent pain and give voice to the feelings your heart holds, but your lips cannot say.

A sad man sitting alone by the window on a rainy day with emotional pain - emotional हार्ट sad शायरी
Emotional Sad Shayari in Hindi

छुपा ली हैं दिल की बातें, अब खुद से भी नहीं कहते,
जो दर्द हँस कर सहा है, वो किसी से नहीं कहते।

Chhupa li hain dil ki baatein, ab khud se bhi nahi kehte,
Jo dard hans kar saha hai, wo kisi se nahi kehte.

A heartbroken boy walking alone at sunset, showing emotional pain and loneliness- sad दिल दुखाने वाली शायरी

जिसे चाहा हमने दिल से, वही हमसे दूर हो गया,
किस्मत ने फिर वही किया, जो दर्द सबसे ज़रूरी हो गया।

Jise chaha humne dil se, wahi humse door ho gaya,
Kismat ne phir wahi kiya, jo dard sabse zaroori ho gaya.

emotional sad shayari hindi

बहुत रोये तेरे पीछे, अब आंसू भी थक चुके हैं,
जिन्हें हम सब कुछ समझते थे, वो हमें ही समझा नहीं सके।

Bahut roye tere peeche, ab aansu bhi thak chuke hain,
Jinhe hum sab kuch samajhte the, wo humein hi samjha nahi sake.

कभी-कभी खामोशियाँ भी बहुत कुछ कह जाती हैं,
जब दिल टूटता है तो आवाज़ भी साथ छोड़ जाती है 💔

Kabhi-kabhi khamoshiyan bhi bahut kuch keh jaati hain,
Jab dil tootta hai to awaaz bhi saath chhod jaati hai 💔

dard bhari emotional shayari image

भूल गए हैं आज वो लोग भी हमें,
जो कभी कहते थे कि हम तुम्हें कभी खोना नहीं चाहते।

Bhool gaye hain aaj wo log bhi humein,
Jo kabhi kehte the ki hum tumhein kabhi khona nahi chahte.

heart broken sad shayari line

उस प्यार का क्या फ़ायदा है,
जो हंसी देने के बाद आंसू दे जाता है।

Us pyaar ka kya faayda hai,
Jo hansi dene ke baad aansoo de jaata hai.

Emotional Sad Shayari – अजीब सी बस्ती में ठिकाना है मेरा

अजीब सी बस्ती में ठिकाना है मेरा,
जहां लोग मिलते कम और झांकते ज़्यादा हैं।

Ajeeb si basti mein thikana hai mera,
Jahan log milte kam aur jhaankte zyada hain.

Emotional Sad Shayari – जिसके लिए तोड़ दी मैंने सारी सरहदें

जिसके लिए तोड़ दी मैंने सारी सरहदें,
आज उसी ने कह दिया कि ज़रा हद में रहा करो।
दूरियाँ अब बढ़ रही हैं,
सबूतों की ज़रूरत पड़ रही है,
यक़ीनन दूरियाँ अब बढ़ रही हैं।

Jiske liye tod di maine saari sarhadein,
Aaj usi ne keh diya ki zara had mein raha karo.
Dooriyan ab badh rahi hain,
Sabooton ki zarurat pad rahi hai,
Yaqeenan dooriyan ab badh rahi hain.

Emotional Sad Shayari – झूठ कहूं तो लफ़्ज़ों का दम घुटता है
Sad Shayari in Hindi

झूठ कहूं तो लफ़्ज़ों का दम घुटता है,
सच कहूं तो लोग ख़फ़ा हो जाते हैं।

Jhooth kahun to lafzon ka dam ghutta hai,
Sach kahun to log khafa ho jaate hain.

deep emotional sad shayari picture

कुछ तो शराफ़त सीख ले ऐ मोहब्बत तू शराब से,
बोतल पर कम से कम लिखा तो होता कि मैं जानलेवा हूं।

Kuch to sharafat seekh le ae mohabbat tu sharab se,
Botal par kam se kam likha to hota ki main jaanlewa hoon.

Emotional Sad Shayari – बड़ी देर से देख रहा हूँ आज तस्वीर तेरी

बड़ी देर से देख रहा हूँ आज तस्वीर तेरी,
देख कर जाने क्यों लगा कि तुम वो न रहे जो पहले थे।

Badi der se dekh raha hoon aaj tasveer teri,
Dekh kar jaane kyun laga ki tum wo na rahe jo pehle the.

Emotional Sad Shayari – वो मुस्कान थी कहीं खो गई
Sad Shayari in Hindi

वो मुस्कान थी कहीं खो गई,
और मैं जज़्बात था कहीं बिखर गया।

Woh muskaan thi kahin kho gayi,
Aur main jazbaat tha kahin bikhar gaya.

मोहब्बत यूँ ही किसी से हुआ नहीं करती
Sad Shayari in Hindi

मोहब्बत यूँ ही किसी से हुआ नहीं करती,
वजूद भुलाना पड़ता है किसी को चाहने के लिए।

Mohabbat yun hi kisi se hua nahi karti,
Wajood bhulana padta hai kisi ko chahne ke liye.

sad shayari in hindi

बड़े शौक से बनाया तुमने मेरे दिल में अपना घर,
जब रहने की बारी आई तुमने ठिकाना बदल दिया।

Bade shauk se banaya tumne mere dil mein apna ghar,
Jab rehne ki baari aayi tumne thikana badal diya.

Emotional Sad Shayari – अब जो रूठे तो हार जाओगे सनम

अब जो रूठे तो हार जाओगे सनम,
हम मनाने का हुनर भूल बैठे हैं।

Ab jo roothe to haar jaoge sanam,
Hum manaane ka hunar bhool baithe hain.

Emotional Sad Shayari in hindi– मंज़िल पाना तो बहुत दूर की बात है

मंज़िल पाना तो बहुत दूर की बात है,
गुरूर में रहोगे तो रास्ते भी न देख पाओगे।

Manzil paana to bahut door ki baat hai,
Guroor mein rahoge to raste bhi na dekh paoge.

Read for more: Emotional Sad Shayari In Hindi 💔 Heart Touching Lines

Very Sad Shayari in Hindi

वो मुस्कुराहट अब किसी और के नाम है,
हमारे ख्वाबों का तो बस अंजाम है।
दिल में बची बस उसकी यादों की चुभन,
ज़िन्दगी अब बस एक इल्ज़ाम है।

Woh muskurahat ab kisi aur ke naam hai,
Hamare khwabon ka to bas anjaam hai.
Dil mein bachi bas uski yaadon ki chubhan,
Zindagi ab bas ek ilzaam hai.

तेरी यादों ने फिर आज रुला दिया,
दिल को खामोशी का ग़म सिखा दिया।
तू खुश है तो शायद ठीक है सब,
बस मेरे अंदर का सुकून चला गया।

Teri yaadon ne phir aaj rula diya,
Dil ko khamoshi ka gham sikha diya.
Tu khush hai to shayad theek hai sab,
Bas mere andar ka sukoon chala gaya.

कभी हँसी थी तेरे होंठों पे मेरी वजह से,
आज आँसू हैं मेरी ही दुआ से।
कैसा रिश्ता था जो अधूरा रह गया,
वो मिला ही नहीं, जिसको चाहा खुदा से।

Kabhi hansi thi tere honthon pe meri wajah se,
Aaj aansu hain meri hi dua se.
Kaisa rishta tha jo adhoora reh gaya,
Woh mila hi nahi, jisko chaaha khuda se.

वो चला गया तो लगता है कुछ रह गया,
दिल टूटा पर ये दिल फिर भी कह गया।
“तेरा होना ही काफी था मेरे लिए”,
ये जुमला अब बस ख़्वाब रह गया।

Woh chala gaya to lagta hai kuch reh gaya,
Dil toota par ye dil phir bhi keh gaya.
Tera hona hi kaafi tha mere liye,
Ye jumla ab bas khwab reh gaya.

टूटे ख्वाबों का शोर अब सुनाई नहीं देता,
दिल रोता है पर कोई दिखाई नहीं देता।
जिसे चाहा वो दूर कहीं चला गया,
अब खुद से भी कोई अपनाई नहीं देता।

Toote khwabon ka shor ab sunai nahi deta,
Dil rota hai par koi dikhai nahi deta.
Jise chaaha woh door kahin chala gaya,
Ab khud se bhi koi apnai nahi deta.

हर ज़ख्म पर तेरा ही नाम लिखा,
हर आह में तेरा ही पैगाम लिखा।
तूने चाहा भी तो किसी और को,
हमने फिर भी तेरा ही अंजाम लिखा।

Har zakhm par tera hi naam likha,
Har aah mein tera hi paigam likha.
Tune chaaha bhi to kisi aur ko,
Humne phir bhi tera hi anjaam likha.

Read for moreVery Sad Shayari In Hindi 2026 – Latest Collection

Alone Sad Shayari in Hindi – अकेलेपन की तन्हा शायरी

Alone sad shayari in Hindi

एक पल का एहसास बनकर आते हो तुम
दूसरे ही पल ख्वाब बनकर उड़ जाते हो तुम
जानते हो की लगता है डर तन्हाइयों से
फिर भी बार बार तनहा छोड़ जाते हो तुम।

Ek pal ka ehsaas bankar aate ho tum
Doosre hi pal khwaab bankar udd jaate ho tum
Jaante ho ki lagta hai darr tanhaiyon se
Phir bhi baar baar tanha chhod jaate ho tum.

Alone sad shayari in Hindi on old memories and silent loneliness.

एक पुराना मौसम लौटा
याद भरी पुरवाई भी
ऐसा तो कम ही होता है
वो भी हो तनहाई भी।

Ek purana mausam lauta
Yaad bhari purvai bhi
Aisa to kam hi hota hai
Woh bhi ho tanhai bhi.

 Alone sad shayari in Hindi about emotional distance and inner emptiness.

उसके दिल में थोड़ी सी जगह माँगी थी
मुसाफिरों की तरह
उसने तन्हाइयों का एक शहर
मेरे नाम कर दिया।

Uske dil mein thodi si jagah maangi thi
Musafiron ki tarah
Usne tanhaiyon ka ek shehar
Mere naam kar diya.

very sad shayari image hindi

इंतज़ार की आरज़ू अब खो गई है
खामोशियों की आदत हो गई है
ना शिकवा रहा ना शिकायत किसी से
अगर है तो एक मोहब्बत
जो इन तन्हाइयों से हो गई है।

Intezaar ki aarzu ab kho gayi hai
Khamoshiyon ki aadat ho gayi hai
Na shikwa raha na shikayat kisi se
Agar hai to ek mohabbat
Jo in tanhaiyon se ho gayi hai.

कभी-कभी खुद से भी बात करने का मन नहीं करता,
क्योंकि जवाब में सिर्फ़ खामोशी मिलती है 😔

Kabhi kabhi khud se bhi baat karne ka man nahi karta,
Kyunki jawab mein sirf khamoshi milti hai 😔

very sad shayari image hindi

अजब से वो दिन थे
अजब सी वो रातें
तन्हाई में तन्हाई से
तन्हाई की बातें।

Ajab se wo din the
Ajab si wo raatein
Tanhai mein tanhai se
Tanhai ki baatein.

Alone sad shayari in Hindi reflecting emotional emptiness and meaningless relationships.

जबसे याद न आये वो तन्हाई, बस काम की बातें,
रिश्ते न बने तो खुदाई, बस काम की,
बेशक इंसान को ऊँचाई तक जाना है,
पर जहाँ से अपने न दिखें वो ऊँचाई, बस काम की।

Jabse yaad na aaye woh tanhai, bas kaam ki baatein,
Rishte na bane toh khudai, bas kaam ki,
Beshak insaan ko unchaai tak jaana hai,
Par jahan se apne na dikhein woh unchaai, bas kaam ki.

Alone sad shayari in Hindi

काँटों सी चुभती है तन्हाई, अंगारों सी सुलगती है तन्हाई,
कोई आकर हम दोनों को हँसा दे,
मैं रोता हूँ तो रोना लगती है तन्हाई।

Kaanto si chubhti hai tanhai, angaaro si sulgti hai tanhai,
Koi aakar hum dono ko hansa de,
Main rota hoon toh rona lagti hai tanhai.

alone-sad-shayari-door-humse

कब तक रह पाओगे आखिर यूँ दूर हमसे,
मिलना पड़ेगा आखिर कभी जरूर हमसे,
नज़रें चुराने वाले, ये बेरुख़ी है कैसी,
कह दो अगर हुआ है कोई कसूर हमसे।

Kab tak rah paoge aakhir yun door humse,
Milna padega aakhir kabhi zaroor humse,
Nazre churane wale, yeh berukhi hai kaisi,
Keh do agar hua hai koi kasoor humse.

alone-sad-shayari-begana-haal

एक मुद्दत से मेरे हाल से बेगाना है,
जाने किसने बस बात का बुरा माना है,
मैं जो ज़िन्दगी हूँ तो वो भी हैं अना का क़ैदी,
मेरे कहने पर कहाँ उसने चले आना है।

Ek muddat se mere haal se begana hai,
Jaane kisne bas baat ka bura maana hai,
Main jo zindagi hoon toh woh bhi hain ana ka qaidi,
Mere kehne par kahan usne chale aana hai.

alone-sad-shayari-jazbaat-nahi-samajhti

पत्थर की दुनिया जज़्बात नहीं समझती,
दिल में क्या है वो बात नहीं समझती।

Patthar ki duniya jazbaat nahi samajhti,
Dil mein kya hai woh baat nahi samajhti.

If we want to more read this collection check out Best Painful Alone Sad Shayari In Hindi – Hearttouching Lines

Heart Touching Sad Shayari in Hindi – दिल को छू लेने वाली लाइनें

Sometimes, words express the feelings we experience in our lives. This best emotional sad shayari will touch your heart.

heart touching emotional shayari wallpaper

तेरे बिना भी जी रहा हूँ,
  मगर साँसों में अब वो बात नहीं…
  तू मेरी दुनिया थी,
  अब मैं बस ज़िंदा हूँ, मगर ज़िंदगी साथ नहीं।

Tere bina bhi jee raha hoon,
Magar saanson mein ab wo baat nahi…
Tu meri duniya thi,
Ab main bas zinda hoon, magar zindagi saath nahi.

Heartbroken sad shayari image of a lonely man looking at an old photo, feeling deep love pain.

वो कहता था मोहब्बत कभी अधूरी नहीं होती,
आज उसकी ही मोहब्बत मेरी अधूरी कहानी बन गई..
वो चला गया किसी और की बाहों में,
 और मेरी रातें तन्हा और वीरान बन गईं।

Wo kehta tha mohabbat kabhi adhoori nahi hoti,
Aaj uski hi mohabbat meri adhoori kahani ban gayi…
Wo chala gaya kisi aur ki baahon mein,
Aur meri raatein tanha aur veeran ban gayi.

Emotional sad shayari image of an old man holding a photo, remembering lost love and past memories.

तेरे साथ बिताए लम्हों को रोक ना सका,
 वो लम्हें अब तस्वीरों में सिमट गए…
 मैं तुझे रोक सकता था शायद,
 पर किस्मत के फैसले बदल नहीं सकते।

Tere saath bitaaye lamhon ko rok na saka,
Wo lamhe ab tasveeron mein simat gaye…
Main tujhe rok sakta tha shayad,
Par kismat ke faisle badal nahi sakte.

heart touching sad shayari image

लफ़्ज़ों में तेरा नाम भी नहीं,
 पर हर बात में तेरा ज़िक्र रहता है…
 मैं चुप हूँ, पर मेरी ख़ामोशी चीखती है,
 कि तेरा प्यार अब भी मुझमें ज़िंदा रहता है।

Lafzon mein tera naam bhi nahi,
Par har baat mein tera zikr rehta hai…
Main chup hoon, par meri khamoshi cheekhti hai,
Ke tera pyaar ab bhi mujh mein zinda rehta hai.

Emotional sad shayari image of a heartbroken boy watching his love walk away, feeling helpless.

मोहब्बत थी, मगर मुक़द्दर ने इजाज़त नहीं दी,
  हम साथ थे, मगर तक़दीर ने चाहत नहीं दी…
  अब दूर से बस तुझे देख सकता हूँ,
  क्योंकि मेरे हाथों में तुझ तक पहुँचने की ताक़त नहीं रही।

Mohabbat thi, magar muqaddar ne ijazat nahi di,
Hum saath the, magar taqdeer ne chahat nahi di…
Ab door se bas tujhe dekh sakta hoon,
Kyunki mere haathon mein tujh tak pohonchne ki taqat nahi rahi.

A lonely man looking at the night sky, remembering his lost love in deep sadness.

रातों को जाग कर तुझे याद करता हूँ,
  ख़ुद से बातें करता हूँ,
  तू था तो दुनिया रंगीन थी,
  अब हर रंग फींका सा लगता है।

Raaton ko jaag kar tujhe yaad karta hoon,
Khud se baatein karta hoon,
Tu tha toh duniya rangeen thi,
Ab har rang feeka sa lagta hai.

Heartbroken boy crying alone after losing his love, deep sad emotions in dark background.

इश्क़ किया था मैंने सच्चे दिल से,
 पर बदले में सिर्फ़ आंसू मिले…
 जिसने वादा किया था उम्रभर साथ निभाने का,
 वो किसी और के साथ हंस रहा है।

Ishq kiya tha maine sacche dil se,
Par badle mein sirf aansu mile…
Jisne wada kiya tha umr bhar saath nibhaane ka,
Wo kisi aur ke saath hans raha hai.

दिल टूटा तो खामोशियाँ भी रो पड़ीं,
वो यादें आज भी ज़िंदा हैं जो तुम छोड़ गए 💭

Dil toota to khamoshiyan bhi ro padi,
Woh yaadein aaj bhi zinda hain jo tum chhod gaye 💭

A sad girl sitting alone on a bench under the evening sky, with teary eyes, lost in deep heartbreak and loneliness.

तेरे बाद मेरी हंसी भी खो गई,
 खुश रहने की चाहत भी सो गई…
 अब ना कोई उम्मीद है,
 ना कोई चाहत बाकी रही।

Tere baad meri hansi bhi kho gayi,
Khush rehne ki chahat bhi so gayi.
Ab na koi umeed hai,
Na koi chahat baqi rahi.

A sad man watching his love get married to someone else, deep pain in his eyes.

चाहा था तुझे अपना बनाने को,
पर मोहब्बत में मज़बूरियाँ भी होती हैं…
तू किसी और का मुक़द्दर बन गई,
और मैं अपनी तक़दीर से लड़ता रह गया।

Chaaha tha tujhe apna banane ko,
Par mohabbat mein majbooriyan bhi hoti hain…
Tu kisi aur ka muqaddar ban gayi,
Aur main apni taqdeer se ladta reh gaya.

A man standing near a window, lost in deep thoughts, missing his past love.

तेरा नाम अब भी दिल में बसता है,
पर अब मैं उसे ज़ुबां पर नहीं लाता…
तू किसी और की दुनिया का हिस्सा बन गई,
और मैं अपनी तन्हाईयों में गुम हो गया।

Tera naam ab bhi dil mein basta hai,
Par ab main use zubaan par nahi laata…
Tu kisi aur ki duniya ka hissa ban gayi,
Aur main apni tanhaiyon mein gum ho gaya.

Read for more 19+ Best Heart Touching Sad Shayari – Sad Shayari

2 Line Sad Shayari in Hindi – Short & Deep Lines

2 line sad shayari is short but deep. It expresses emotions of pain, love, loneliness, and a broken heart in just a few words.

A lonely boy sitting in the dark, lost in painful memories of lost love.

बिछड़ने का दर्द बस इतना सा है,
तेरी दुनिया बस गई और मैं अकेला रह गया।

Bichadne ka dard bas itna sa hai,
Teri duniya bas gayi aur main akela reh gaya.

A heartbroken man looking at a torn love letter, symbolizing incomplete love.

मोहब्बत अधूरी रह जाए तो ग़म मत करना,
क्योंकि अधूरे इश्क़ की ही सबसे खूबसूरत कहानी होती है।

Mohabbat adhoori reh jaaye to gham mat karna,
Kyunki adhoore ishq ki hi sabse khoobsurat kahani hoti hai.

A sad man looking down, feeling rejected in love, deep sorrow in his eyes.

तूने चाहा ही नहीं मुझे अपना बनाना,
वरना मेरी जान लगाने की औकात थी।

Tune chaaha hi nahi mujhe apna banana,
Warna meri jaan lagane ki auqat thi.

तेरे बिना ज़िंदगी अधूरी लगती है,
हर मुस्कुराहट अब मजबूरी लगती है 💔

Tere bina zindagi adhoori lagti hai,
Har muskurahat ab majboori lagti hai 💔

A sad man looking down, feeling rejected in love, deep sorrow in his eyes.

अक्सर वही लोग हमें छोड़ जाते हैं,
जिन्हें हम टूटकर चाहने लगते हैं।

Aksar wahi log humein chhod jaate hain,
Jinhein hum toot kar chahne lagte hain.

A girl looking at the moon with teary eyes, remembering her lost love.
Sad Shayari in Hindi

तेरे जाने से जिंदगी अधूरी लगती है,
जैसे चाँद बिना रात और धड़कन बिना दिल।

Tere jaane se zindagi adhoori lagti hai,
Jaise chand bina raat aur dhadkan bina dil.

A boy holding a broken heart in his hand, symbolizing fake love and pain
Sad Shayari in Hindi

हमने मोहब्बत की थी दिल से,
पर उसकी नजरों में बस एक खेल था।

Humne mohabbat ki thi dil se,
Par uski nazron mein bas ek khel tha.

A boy smiling with tears in his eyes, hiding deep pain inside.
Sad Shayari in Hindi

हमारी हंसी में भी दर्द छुपा होता है,
कोई समझे ना समझे, हम मुस्कुराते बहुत हैं।

Hamari hansi mein bhi dard chhupa hota hai,
Koi samjhe na samjhe, hum muskurate bohot hain.

A couple standing apart, symbolizing incomplete and broken relationships.
Sad Shayari in Hindi

कुछ रिश्ते बस तक़दीर में अधूरे लिखे जाते हैं,
जितना भी बचाने की कोशिश करो, बिखर ही जाते हैं।

Kuch rishte bas taqdeer mein adhoore likhe jaate hain,
Jitna bhi bachane ki koshish karo, bikhar hi jaate hain.

A man praying with a broken heart, expressing deep pain and silent sorrow.
Sad Shayari in Hindi

दिल से निकली आहें कभी खाली नहीं जाती,
बस वक्त पर दिखती नहीं और देर से असर करती हैं।

Dil se nikli aahen kabhi khaali nahi jaati,
Bas waqt par dikhti nahi aur der se asar karti hain.

A sad man sitting on the floor, holding his head, feeling punished by love.
Sad Shayari in Hindi

हमने तुझसे इश्क़ किया, गुनाह तो नहीं,
फिर क्यों तेरी यादों की सज़ा हमें मिली?

Humne tujhse ishq kiya, gunaah to nahi,
Phir kyun teri yaadon ki sazaa humein mili?


Check out this collection of Best 38+ 2 Line Sad Shayari Heart Touching & Emotional Lines

Latest Dukh Bhari Shayari In Hindi

When the pain is deep, words begin to melt in tears. Dukh Bhari Shayari turns the heart’s deep wounds into words, sharing those feelings.

Mohabbat ka dard shayari - A broken-hearted lover sitting alone in darkness, lost in painful memories of love.
Sad Shayari in Hindi

तेरी मोहब्बत का हासिल सिर्फ़ तन्हाई है,
अब दर्द भी मेरा अपना सा लगता है।

Teri Mohabbat Ka Hasil Sirf Tanhai Hai,
Ab Dard Bhi Mera Apna Sa Lagta Hai.

Bewafa pyar dukh bhari shayari - A sad lover looking at a broken photo frame, remembering his unfaithful love.
Sad Shayari in Hindi

दिल रोया नहीं, पर तड़पता रहा,
तेरी बेवफ़ाई को भी अपनी किस्मत समझता रहा।

Dil roya nahi, par tadapta raha,
Teri bewafai ko bhi apni kismat samajhta raha.

Judai ka dard shayari - A heartbroken person sitting in rain, remembering lost love and separation. Sad shayari in hindi
Sad Shayari in Hindi

तेरे बाद भी जी रहा हूँ किसी तरह,
पर अब ज़िंदगी, सिर्फ़ सांसों का नाम रह गई है।

Tere baad bhi jee raha hoon kisi tarah,
Par ab zindagi, sirf saanson ka naam reh gayi hai.

Silent pain shayari - A girl with teary eyes, lost in deep sadness, hiding her pain from the world.
Sad Shayari in Hindi

तेरे बिना अब हँसने का हक भी नहीं,
ख़ुशी भी अब अजनबी सी लगती है।

Tere bina ab hansne ka haq bhi nahi,
Khushi bhi ab ajnabi si lagti hai.

 adhura-ishq-dukh-bhari-shayari
Sad Shayari in Hindi

हमने चाहा था साथ निभाना उम्रभर,
पर किस्मत को हमारी मोहब्बत मंज़ूर नहीं थी

Humne chaaha tha saath nibhana umr bhar,
Par kismat ko hamari mohabbat manzoor nahi thi.

Alone journey sad shayari - A sad man walking alone on an empty road, remembering his lost love.
Sad Shayari in Hindi

जिसके लिए दुनिया से लड़े थे,
आज वही हमें अजनबी बना गया।

Jiske liye duniya se lade the,
Aaj wahi humein ajnabi bana gaya.

Alone journey sad shayari - A sad man walking alone on an empty road, remembering his lost love.
Sad Shayari in Hindi

अब रोने की आदत नहीं रही,
बस दर्द सहकर मुस्कुराने लगे हैं।

Ab rone ki aadat nahi rahi,
Bas dard sahkar muskurane lage hain.

Yaadein sad shayari - A person looking at an old photo album, lost in bittersweet memories.
Sad Shayari in Hindi

यादें भी कैसी अजीब होती हैं,
जो हँसाती भी हैं और रुलाती भी हैं

Yaadein bhi kaisi ajeeb hoti hain,
Jo hansati bhi hain aur rulati bhi hain

Adhuri hasratein sad shayari - A heartbroken person sitting on a bench, lost in deep thoughts.

ख्वाहिशें तो बहुत थीं इस दिल में,
पर हर हसरत अधूरी रह गई।

Khwaahishein to bohot thi is dil mein,
Par har hasrat adhoori reh gayi.

Bewafa duniya sad shayari - A person sitting alone under a streetlight, lost in deep sorrow.

ज़िंदगी में कुछ भी सच्चा नहीं होता,
जिसे अपना समझो, वही पराया हो जाता है।

Zindagi mein kuch bhi saccha nahi hota,
Jise apna samjho, wahi paraya ho jata hai.

Read for more: Dukh Bhari Shayari in Hindi 2026 💔 Sad & Heart Touching Lines

Sad Shayari For Love in Hindi – दिल को छू जाने वाली शायरी

Sometimes love becomes the reason for happiness, and sometimes it brings pain. This Sad Shayari For Love in Hindi expresses deep emotions in simple and heartfelt words.

sad love shayari image in hindi

क्या फ़ायदा रोने से,
जो प्यार नहीं समझ सकता, वो दर्द कैसे समझेगा?

Kya faayda rone se,
Jo pyaar nahi samajh sakta, wo dard kaise samjhega?

Sad Shayari For Love in Hindi

कसूर न उनका है न मेरा,
हम दोनों ही रिश्तों की रस्में निभाते रहे,
वो दोस्ती का एहसास जताते रहे,
और हम…
मोहब्बत को दिल में छुपाते रहे।

Kasur na unka hai na mera,
Hum dono hi rishton ki rasmein nibhate rahe,
Wo dosti ka ehsaas jatate rahe,
Aur hum…
Mohabbat ko dil mein chupate rahe.

love failure sad shayari pic

नया मौसम आज फिर आया है,
आज फिर किसी ने आंखों से अश्क बहाया है,
छुप गए आँसू आज फिर बारिश में,
दिल में फिर ग़म का सैलाब आया है।

Naya mausam aaj fir aaya hai,
Aaj fir kisi ne aankhon se ashq bahaya hai,
Chup gaye aansu aaj fir barish mein,
Dil mein fir gham ka sailab aaya hai.

dard bhari love shayari photo

ज़िंदगी में कई बार वक़्त ऐसा आएगा,
जब तुम्हें चाहने वाला ही रुलाएगा,
मगर ऐतबार रखना उस पर,
क्योंकि अकेले में वो तुमसे ज़्यादा आँसू बहाएगा।

Zindagi mein kai baar waqt aisa aayega,
Jab tumhe chahne wala hi rulayega,
Magar aitbaar rakhna us par,
Kyunki akele mein wo tumse zyada aansu bahaega.

heart broken love sad shayari image

जिसकी आरज़ू थी उसी का ही प्यार न मिला,
बरसों जिसका इंतज़ार किया उसी का साथ न मिला,
अजीब खेल है ये मोहब्बत का,
किसी को हम न मिले और कोई हमें न मिला।

Jiski arzu thi usika hi pyar na mila,
Barson jiska intezar kiya usika hi saath na mila,
Ajeeb khel hai ye mohabbat ka,
Kisi ko hum na mile aur koi hume na mila.

प्यार तो सच्चा था, मगर मुकद्दर बेवफ़ा निकला,
दिल दे दिया हमने, पर वो किसी और का निकला 💔

Pyaar to sachcha tha, magar muqaddar bewafa nikla,
Dil de diya humne, par woh kisi aur ka nikla 💔

emotional love pain shayari pic

काश प्यार का भी कोई बीमा होता,
किसी के छोड़ जाने पर कुछ तो सहारा होता,
कम से कम दर्द के बदले कुछ तो मिलता,
ये खाली दिल कुछ तो संभाल लेता।

Kaash pyar ka bhi koi beema hota,
Kisi ke chhod jaane par kuch to sahara hota,
Kam se kam dard ke badle kuch to milta,
Ye khaali dil kuch to sambhal leta.

Shayari about betrayal in love and broken trust.

अपनापन सिखा कर जुदा हो गए,
न सोचा न समझा खफा हो गए,
दुनिया में एक बार हमने किसी को अपना कहा,
तो वो भी सबकी तरह बेवफ़ा हो गए।

Apnapan sikha kar juda ho gaye,
Na socha na samjha khafa ho gaye,
Duniya mein ek baar humne kisi ko apna kaha,
To wo bhi sabki tarah bewafa ho gaye.

painful love sad shayari wallpaper


लोग कहते हैं कि प्यार एक बीमारी है,
जो भी इसमें पड़ा वो हारा है,
कभी किसी की यादों में रोता है दिल,
कभी खामोशियों में जलता हमारा है।

Log kehte hain ki pyar ek bimari hai,
Jo bhi isme pada wo haara hai,
Kabhi kisi ki yaadon mein rota hai dil,
Kabhi khamoshiyon mein jalta hamara hai.

हार्ट sad शायरी emotional image 2025

अपने ही होते हैं जो दिल पर वार करते हैं,
बेवजह अपनी नज़रों से इंकार करते हैं,
जिन्हें सबसे ज़्यादा चाहा हमने,
अक्सर वही सबसे ज़्यादा दर्द दिया करते हैं।

Apne hi hote hain jo dil par waar karte hain,
Bewajah apni nazron se inkaar karte hain,
Jinhein sabse zyada chaha humne,
Aksar wahi sabse zyada dard diya karte hain.

sad-shayari-aankhon-ki-khamoshi

यूँ तो खामोश ही रहती हैं आँखें,
पर जब छलकती हैं तो तूफ़ान मचा देती हैं।
कहने को तो कुछ नहीं होता,
पर हर आंसू एक अधूरी कहानी कह देता है।

Yu to khamosh hi rehti hain ankhein,
Par jab chhalakti hain to toofan macha deti hain.
Kehne ko to kuch nahi hota,
Par har aansu ek adhoori kahani keh deta hai.

Emotional shayari about missing someone who’s not in your destiny.

आज आसमान के तारों ने पूछ लिया,
कहाँ है वो जिसकी तुझे इतनी फिक्र है,
मैं मुस्कुरा दिया और कहा,
जो किस्मत में नहीं होता,
वही दिल के सबसे करीब होता है।

Aaj aasman ke taro ne pooch liya,
Kahan hai wo jiski tujhe itni fikr hai,
Main muskara diya aur kaha,
Jo kismat mein nahi hota,
Wahi dil ke sabse kareeb hota hai.

Check Out Heart Touching Sad Love Shayari In Hindi For Broken Hearts

Breakup Sad Shayari in Hindi – टूटे दिल की दर्दभरी शायरी

When your heart breaks, it is hard to speak. That is when Breakup Sad Shayari in Hindi expresses the pain you carry inside, in words you wish you could say.

Aajkal log dhokha bhi bade dhokhe se dete hain – jakhmi dil aur bewafaai par based shayari image

आजकल लोग धोखा भी बड़े धोखे से देते हैं,
मुंह पर प्यार जताते हैं, और पीठ पीछे किसी और से ही दिल लगाते हैं।

Aajkal log dhokha bhi bade dhokhe se dete hain,
Munh par pyaar jatate hain, aur peeth peeche kisi aur se hi dil lagate hain.

Breakup Sad Shayari in Hindi

तू भूल गया मुझे इस तरह,
जैसे मैं कभी था ही नहीं,
पर मैं आज भी हर रात तुझसे
उसी मोहब्बत से बात करता हूं
जिसे तूने अधूरा छोड़ दिया था।

Tu bhool gaya mujhe is tarah,
Jaise main kabhi tha hi nahi,
Par main aaj bhi har raat tujhse
Usi mohabbat se baat karta hoon
Jise tune adhoora chhod diya tha.

dil dukhane wali sad shayari photo

तू मेरी ज़िन्दगी की सबसे हसीन गलती था,
अब तेरे बिना हर लम्हा खाली लगता है।
कभी सोचा था साथ जिएंगे,
अब सांस भी मजबूरी सी लगती है।

Tu meri zindagi ki sabse haseen galti tha,
Ab tere bina har lamha khaali lagta hai.
Kabhi socha tha saath jeeyenge,
Ab saans bhi majboori si lagti hai.

heart touching breakup shayari image

तू बदल गया वक्त के साथ,
पर मैं आज भी वहीं खड़ा हूं
तेरी आखिरी मुस्कान लिए,
तेरे आखिरी अल्फाज़ सुनते हुए।

Tu badal gaya waqt ke saath,
Par main aaj bhi wahi khada hoon
Teri aakhiri muskaan liye,
Tere aakhiri alfaaz sunte hue.

वो वादे, वो बातें अब याद नहीं करती,
शायद अब मुझे वो किसी और की तरह देखती है 😢

Woh waade, woh baatein ab yaad nahi karti,
Shayad ab mujhe woh kisi aur ki tarah dekhti hai 😢

Soulful breakup sad shayari in Hindi about pretending to be fine

लोग कहते हैं मैं बदल गया हूं,
पर सच्चाई ये है कि अब मै
तन्हाई में सिर्फ तेरा नाम रोता हूं,
और हंसता हूं सिर्फ लोगों की खातिर।

Log kehte hain main badal gaya hoon,
Par sachchai ye hai ki ab main
Tanhai mein sirf tera naam rota hoon,
Aur hansata hoon sirf logon ki khaatir.

breakup sad shayari image

अगर कभी तेरी मुस्कान रूठ जाए,
तो मेरी यादों में लौट आना,
मैं वही हूं, अधूरी मोहब्बत लेकर
अब भी तुझे पूरा मानने वाला।

Agar kabhi teri muskaan rooth jaaye,
To meri yaadon mein laut aana,
Main wahi hoon, adhoori mohabbat lekar
Ab bhi tujhe poora maan-ne wala.

Deep breakup shayari on someone who once meant everything and now is forgotten.

कभी वक़्त था जब तू सब कुछ था,
और आज…
तेरा नाम भी नहीं लेता कोई मेरे सामने।

Kabhi waqt tha jab tu sab kuch tha,
Aur aaj…
Tera naam bhi nahi leta koi mere saamne.

Heartbreaking shayari about silent departures and shattered hopes in love.

तेरा यूं खामोशी से चले जाना,
मेरे अंदर बहुत कुछ तोड़ गया है
ख़ास कर वो उम्मीदें जो तुझसे थीं।

Tera yun khamoshi se chale jana,
Mere andar bahut kuch tod gaya hai
Khaas kar wo umeedein jo tujhse thin.

breakup-sad-shayari-mohabbat-azad

मैंने तुझसे सिर्फ मोहब्बत की थी,
और तूने उसे आज़ादी समझ लिया।

Maine tujhse sirf mohabbat ki thi,
Aur tune use azadi samajh liya.

Touching breakup shayari on finding comfort in loneliness after love.

तन्हाई से अब डर नहीं लगता,
क्योंकि तेरे जाने के बाद
उससे दोस्ती हो गई है।

Tanhai se ab dar nahi lagta,
Kyunki tere jaane ke baad
Usse dosti ho gayi hai.

breakup-sad-shayari-chorh-kar-chala-gaya

कभी सोचा था साथ चलेंगे उम्र भर,
पर तूने तो मोड़ पर छोड़ दिया,
बिना पीछे देखे।

Kabhi socha tha saath chalenge umr bhar,
Par tune to mod par chhod diya,
Bina peeche dekhe.

Read more in this collection Best Heart Touching Breakup Sad Shayari In Hindi 2 Line

Dard Bhari Sad Shayari – दर्द से भरी शायरी

This dard bhari shayari or gam bhari shayari collection expresses the pain of broken hearts through deep words that reflect sorrow loneliness and emotional loss with heartfelt poetry that touches every wounded soul.

अरमान, ख्वाब और मंज़िल के रास्ते पर दुख भरी शायरी | Sad Shayari in Hindi

अरमान कोई सीने में आग लगा देता है;
ख़्वाब कोई आकर रातों की नींद उड़ा देता है;
पूछता हूँ जिससे भी मंज़िल का पता अब तो;
वो रास्ता तेरे घर का ही बता देता है!

Arman Koi Seene Mein Aag Laga Deta Hai;
Khwab Koi Akar Raaton Ki Neend Uda Deta Hai;
Punchta Hoon Jisse Bhi Manzil Ka Pata Ab To;
Vo Rasta Tere Ghar Ka Hi Bata Deta Hai!

जुदाई के गम और भूली खुशियों पर शायरी -Emotional Hindi Shayari

ग़म ही मिले इतने जीवन में,
कि ख़ुशियों को भुलाना भूल गए,
हुआ तेरी जुदाई में ऐसा आलम,
कि हम अपना ही ठिकाना भूल गए।

Gham Hi Mile Itne Jeevan Mein,
Ki Khusiyon Ko Bulana Bhool Gaye,
Huya Teri Judai Mein Aisa Aalam,
Ki Hum Apna Hi Thikana Bhool Gaye.

अलविदा की शायरी और यादों के फूल -Heart-Touching Sad Poetry

मुझे भूल जाना कोई ग़म ना करना,
मेरे बाद आँखों को तुम नम ना करना,
किसी और का थाम लेना तू दामन,
मेरे बाद झोली को फूलों से भरना।

Mujhe Bhool Jana Koi Gham Na Karna,
Mere Baad Aankhon Ko Tum Nam Na Karna,
Kisi Aur Ka Thaam Lena Tu Daman,
Mere Baad Jholi Ko Phoolon Se Bharna.

दिल की आरज़ू और बेगानेपन पर शायरी -Sad Poetry on Unfulfilled Love

तेरी आरज़ू में दीवाना हो गए,
तुझे अपना बनाते-बनाते बेगाने हो गए,
कर ले एक बार याद दिल से मुझे,
तेरे दिल की आवाज़ सुने ज़माने हो गए।

Teri aarzo mein deewana ho gaye,
Tujhe apna banate-banate begane ho gaye,
Kar le ek baar yaad dil se mujhe,
Tere dil ki awaaz sune zamane ho gaye.

Read for more Best 24+ Gam Bhari Shayari In Hindi & English 2026

Sad Shayari for Boys in Hindi

वो दिखावे की मुस्कान अब थका देती है,
हर बात दिल में रहकर सजा देती है।
लड़के रोते नहीं ये झूठी कहानी है,
अंदर से टूटकर भी हँसी दिखानी है।

Wo dikhave ki muskaan ab thaka deti hai,
Har baat dil mein rehkar saza deti hai.
Ladke rote nahi ye jhooti kahani hai,
Andar se tootkar bhi hansi dikhani hai.

वक्त के साथ सब कुछ बदल गया,
चेहरा भी, एहसास भी, दिल का हाल भी।
जो कभी सब कुछ था मेरे लिए,
अब वो याद भी नहीं आता पूरी तरह से।

Waqt ke saath sab kuch badal gaya,
Chehra bhi, ehsaas bhi, dil ka haal bhi.
Jo kabhi sab kuch tha mere liye,
Ab wo yaad bhi nahi aata poori tarah se.

दिल टूटने की आवाज़ कोई नहीं सुनता,
पर दर्द हर धड़कन में गूंजता है।
मर्द भी रोते हैं चुपके से रातों में,
बस किसी को दिखाते नहीं हैं।

Dil tootne ki aawaaz koi nahi sunta,
Par dard har dhadkan mein goonjta hai.
Mard bhi rote hain chupke se raato mein,
Bas kisi ko dikhate nahi hain.

कंधे मज़बूत हैं, पर दिल कमज़ोर है,
मुस्कान के पीछे हज़ार ग़मों का शोर है।
कहते हैं लड़के दर्द नहीं दिखाते,
पर अंदर से हर लम्हा चुपचाप टोर है।

Kandhe mazboot hain, par dil kamzor hai,
Muskaan ke peeche hazaar ghamon ka shor hai.
Kehte hain ladke dard nahi dikhate,
Par andar se har lamha chupchaap tor hai.

उसने कहा तुम तो मज़बूत लगते हो,
मैंने हँसकर कहा – हाँ, थोड़ा टूट चुका हूँ।
लड़कों की ख़ामोशी को कमज़ोरी मत समझो,
वो अपने दर्द को भी शायरी बना चुके हैं।

Usne kaha tum to mazboot lagte ho,
Maine hanskar kaha – haan, thoda toot chuka hoon.
Ladkon ki khaamoshi ko kamzori mat samjho,
Wo apne dard ko bhi shayari bana chuke hain.

Read for more Sad Shayari For Boys in Hindi Lines Heartouching On Life & Love

Broken Heart Sad Shayari | टूटे दिल के लिए सैड शायरी

Broken Heart Sad Shayari

केवल तुम ही हो जिंदगी में पर मैं तुम्हें पा नहीं सकता,
रहेगा दुख हमेशा तुम्हें न पाने का।
पर अपनी खुशी के लिए तुम्हें रुला नहीं सकता।

Kewal tum hi ho zindagi main par main tumhe pa nahi sakta,
Rahega dukh hamesha tumhe na pane ka.
Par apni khushi ke liye tumhe rula nahi sakta.

Na jane riste kaise kaise ho gaye - रिश्तों की दूरी पर शायरी

ना जाने रिश्ते कैसे कैसे हो गए,
आज हम आपके लिए ऐसे वैसे हो गए,
अगर अब भी ना आए आपके SMS तो,
हम समझेंगे कि हम से प्यारे पैसे हो गए।

Na jane riste kaise kaise ho gaye,
Aaj hum apke liye aise waise ho gaye,
Agar ab bhi na aaye apke sms to,
Hum samjhenge k hum se pyare paise ho gaye.

Dil todne ke liye bus yehi baat kaafi hai - दिल टूटने की शायरी
Sad Shayari in Hindi

दिल तोड़ने के लिए बस यही बात काफी है…
रात के बजे
The number you have dialled is busy on another call.

Dil Todne ke liye bus yehi baat Kaafi hai…
Raat ke baje
The number you have dialled is busy on another call.

Uski yaad mein dil majboor ho gaya - यादों और बेवफाई की शायरी

उसकी याद में दिल मजबूर हो गया,
बेवफाई करना उसका दस्तूर हो गया,
कसूर उसका नहीं मेरा है..
हमने प्यार ही इतना किया कि उसको गुरूर हो गया!

Uski yaad mein dil majboor ho gaya,
Bewafai karna uska dastoor ho gaya,
Kasoor uska nahi mera hai..
Humne PAYAR hi itna kiya ki usko GUROOR ho gaya!

Kadam yuhi dagmaga gaye raste mein - भरोसे टूटने की शायरी

कदम यूं ही डगमगा गए रास्ते में वरना,
संभालना हम भी जानते थे,
ठोकर भी लगी तो किस उस पत्थर से
जिससे हम अपना मानते थे!!

Kadam yuhi dagmaga gaye raste mein warna,
Sambhalna hum bhi jante the,
Thokar bhi lagi to kis us pathar se
Jisse hum apna mante the!!

Baraso ho gaye humne kabhi rokar nahi dekha - आंसुओं और प्यार की शायरी

बरसों हो गए हमने कभी रोककर नहीं देखा,
अपनी आंखों को आंसू से कभी धोकर नहीं देखा,
वो कभी जान ही न सके कि प्यार क्या चीज होती है,
वो क्या जीने जिसने कभी किसी को खोकर नहीं देखा।

Baraso Ho Gaye Humne Kabhi Rokar Nahi Dekha,
Apani Aankho Ko Aansu Se Kabhi Dhokar Nahi Dekha,
Wo Kabhi Jaan Hi Na Sake Ki Pyar Kya Chij Hoti Hain,
Wo Kya Jeene Jisne Kabhi Kisiko Khokar Nahi Dekha.

Kon kehta hai ki khamoshiyan khamosh hoti hain - खामोशी पर शायरी

कौन कहता है कि खामोशियां खामोश होती हैं?
खामोशियों को खामोशी से सुनो..
क्या पता,
ये वो कह जाएं..
जिसकी आपको लफ़्ज़ों में तलाश होती है।

Kon kehta hai kr khamoshyan khamosh hoti hain?
Khamoshyon ko khamoshi se suno..
Kya pata,
Ye wo keh jayen..
Jis ki aap ko lafzon mein talash hoti hai.

Sad Shayari on Life in Hindi 💔

ज़िन्दगी ने जो दिया वो कम नहीं था,
बस उम्मीदें ज़्यादा थीं, ग़म नहीं था।
हर मोड़ पर सीखा, हर दर्द ने सिखाया,
ख़ुशी तो आई थी, बस ठहर नहीं पाई।

Zindagi ne jo diya wo kam nahi tha,
Bas ummeedein zyada thin, gham nahi tha.
Har mod par seekha, har dard ne sikhaya,
Khushi to aayi thi, bas thahar nahi paayi.

हर किसी के हिस्से में सुकून नहीं आता,
कभी तन्हाई भी जरूरी सबक सिखाता।
ज़िन्दगी वही है जो दर्द में मुस्कुरा दे,
वरना खुश तो हर कोई दिखाता।

Har kisi ke hisse mein sukoon nahi aata,
Kabhi tanhaayi bhi zaruri sabak sikhata.
Zindagi wahi hai jo dard mein muskura de,
Varna khush to har koi dikhaata.

वक्त ने बहुत कुछ बदल दिया है,
चेहरों के साथ दिल भी जल गया है।
कभी जो हँसी मेरी पहचान थी,
अब वो यादों में ही पल गया है।

Waqt ne bahut kuch badal diya hai,
Chehron ke saath dil bhi jal gaya hai.
Kabhi jo hasi meri pehchaan thi,
Ab wo yaadon mein hi pal gaya hai.

कभी-कभी ज़िन्दगी सवाल बन जाती है,
हर खुशी भी मलाल बन जाती है।
जो मुस्कान सबको हँसा देती थी,
अब वही खुद के लिए जाल बन जाती है।

Kabhi-kabhi zindagi sawaal ban jaati hai,
Har khushi bhi malaal ban jaati hai.
Jo muskaan sabko hansa deti thi,
Ab wahi khud ke liye jaal ban jaati hai.

ज़िन्दगी ने रुलाया तो हँसना सिखाया,
ठोकरों ने गिराया तो चलना सिखाया।
हर दर्द ने कुछ न कुछ सिखा दिया,
कि अपनों से उम्मीद रखना भी गुनाह सिखाया।

Zindagi ne rulaya to hasna sikhaya,
Thokaron ne giraya to chalna sikhaya.
Har dard ne kuch na kuch sikha diya,
Ke apnon se ummeed rakhna bhi gunaah sikhaya.

हर मोड़ पर कुछ खोना पड़ा,
दिल को हज़ार बार रोना पड़ा।
कहते हैं ज़िन्दगी सिखाती है सब,
पर यहाँ हर सबक में रोना पड़ा।

Har mod par kuch khona pada,
Dil ko hazaar baar rona pada.
Kehte hain zindagi sikhati hai sab,
Par yahan har sabak mein rona pada.

ज़िन्दगी की राहों में दर्द ही साथी है,
हर मुस्कान के पीछे तन्हाई बाकी है।
कभी चाहा था सुकून मिले कहीं,
पर हर सुकून में उलझन बाकी है।

Zindagi ki raahon mein dard hi saathi hai,
Har muskaan ke peeche tanhaayi baaki hai.
Kabhi chaaha tha sukoon mile kahin,
Par har sukoon mein uljhan baaki hai.

Check out our Sad Shayari On Life In Hindi – Best Collection 2026


Sad Shayari😭 Life Boy

ज़िम्मेदारियों की चादर ने यूँ लपेट लिया है साहब,
अब आँसू भी गिरें तो छुपकर कोना ढूँढना पड़ता है। 😭

Zimmedariyon ki chadar ne yun lapet liya hai sahab,
ab aansu bhi giren to chhupkar kona dhoondna padta hai.

खिलौनों से खेलने की उम्र में हालातों से लड़ रहे हैं,
हम लड़के हैं जनाब, अपनी खुशियों की चिता खुद सजा रहे हैं। 😔

Khilono se khelne ki umar mein halaton se lad rahe hain,
hum ladke hain janab, apni khushiyon ki chita khud saja rahe hain.

सबको लगता है लड़के बड़े पत्थर दिल होते हैं,
कभी पूछना उन तकियों से, जो हमारी सिसकियों से भीगते हैं। 😭🥀

Sabko lagta hai ladke bade patthar dil hote hain,
kabhi poochna un takiyon se, jo hamari siskiyon se bheegte hain.

घर की उम्मीदें और खुद के अधूरे ख्वाब,
इसी कशमकश में गुज़र जाता है लड़कों का हर शबाब। 🚶‍♂️😭

Ghar ki umeedein aur khud ke adhoore khwab,
isi kashmakash mein guzar jaata hai ladkon ka har shabab.

लड़कों का रोना कमज़ोरी नहीं होती,
ये तो उनके सब्र की आखिरी हद होती है। 😭

Ladkon ka rona kamzori nahi hota,
ye to unke sabr ki aakhiri had hoti hai.

दुनिया कहती है लड़के रोते नहीं,
कोई उनसे पूछे, वो सोते क्यों नहीं। 💔😭

Duniya kehti hai ladke rote nahi,
koi unse pooche, wo sote kyun nahi.

Sad Shayari😭 Life 2 Line

थक गया हूँ खुद को मज़बूत दिखाते-दिखाते ऐ ज़िंदगी,
अब तो गले लगा ले, बोझ उठाते-उठाते थक गया हूँ। 💔

Thak gaya hoon khud ko mazboot dikhate-dikhate ae zindagi,
ab to gale laga le, bojh uthate-uthate thak gaya hoon.

चेहरे पर मुस्कान रखना हमारी मजबूरी बन गई,
वरना अंदर से तो ये रूह कब की टूट गई। 😔💔

Chehre par muskan rakhna hamari majboori ban gayi,
warna andar se to ye rooh kab ki toot gayi.

हज़ारों ख्वाहिशें कुर्बान हो जाती हैं एक फ़र्ज़ के पीछे,
हम अपनी पसंद भी छोड़ देते हैं सिर्फ अपनों की खुशी के पीछे। 🥀

Hazaron khwahishein qurbaan ho jaati hain ek farz ke peeche,
hum apni pasand bhi chhod dete hain sirf apno ki khushi ke peeche.

सुकून की तलाश में पूरी ज़िंदगी निकल गई,
बचपन पढ़ाई में और जवानी कमाई में निकल गई। 😔🚶‍♂️

Sukoon ki talash mein poori zindagi nikal gayi,
bachpan padhai mein aur jawani kamayi mein nikal gayi.

Best Sad Shayari Collection 2026

Kabhi socha tha zindagi haseen hogi,
Ab toh har khushi bhi adhoori lagti hai 💔😢

कभी सोचा था ज़िंदगी हसीन होगी,
अब तो हर ख़ुशी भी अधूरी लगती है। 💔😢

Usne poocha kaisa lagta hai judaai mein,
Maine kaha saans lena bhi gunaah lagta hai 💭💔

उसने पूछा कैसा लगता है जुदाई में,
मैंने कहा साँस लेना भी गुनाह लगता है। 💭💔

Tere jaane ke baad dil ne kya kho diya,
Ab khushiyon ka matlab hi bhool gaya 😞🌧️

तेरे जाने के बाद दिल ने क्या खो दिया,
अब खुशियों का मतलब ही भूल गया। 😞🌧️

Har muskurahat ke peeche ek dard chhupa hai,
Jo bas dil wale hi samajh paate hain 💔😔

Kya likhun dard-e-dil ka afsaana,
Har lafz ro padta hai begaana 😢🖋️

क्या लिखूँ दर्द-ए-दिल का अफ़साना,
हर लफ़्ज़ रो पड़ता है बेगाना। 😢🖋️

Tere bina har raat adhuri lagti hai,
Jaise chand bina aasman udaas hota hai 🌙💭

Dil todne wale ne shayad yeh na socha,
Ki zakhm bhar jaate hain, par yaadein nahi 💔🌧️

Aansu rukte nahi jab tera khayal aaye,
Dil ke armaan bas dard ban jaaye 💧💔

Pyar tha ya khel, ab farq nahi padta,
Dil ke tukde toh waise bhi saaf nahi hota 💔😔

Main muskurata hoon duniya ke liye,
Par dil ab bhi rota hai teri kami ke liye 😢💔

Waqt ke saath sab kuch badal gaya,
Bas tera yaad aana ab bhi wahi hai 💭💔

Har dard se dosti kar li humne,
Tere jaane ke baad akela rehna seekh liya 😞🌧️

Tera naam ab bhi likhta hoon hawaon mein,
Shayad tu mehsoos kar le meri tanhaayi 💨💔

Kismat ne bhi kya khoob mazak kiya,
Jise chaha wahi kabhi mila hi nahi 💔😢

Ab toh dil se khushi ka ehsaas bhi chhuta,
Tere jaane ke baad sab kuch adhoora lagta 💭💧

Sad Shayari for Girls in Hindi – दिल छू लेने वाली लड़कियों की शायरी

दिल तोड़कर भी उसने मुस्कान मांग ली,
हर खुशी छीनकर भी उसने उम्मीद बचा ली।
लड़कियाँ भी दर्द में चुप रहती हैं,
बस हँसी के पीछे अपने आंसू छुपा ली।

Dil todkar bhi usne muskaan maang li,
Har khushi cheenkar bhi usne ummeed bacha li.
Ladkiyaan bhi dard mein chup rehti hain,
Bas hansi ke peeche apne aansu chhupa li.

उसने सोचा था प्यार हमेशा साथ रहेगा,
पर दिल के जख्म अकेले ही भरते रहेंगे।
लड़कियाँ भी टूट कर संभल जाती हैं,
मगर आँखों की नमी को कोई नहीं देख पाएगा।

Usne socha tha pyaar hamesha saath rahega,
Par dil ke zakham akele hi bharte rahenge.
Ladkiyaan bhi toot kar sambhal jaati hain,
Magar aankhon ki nami ko koi nahi dekh paayega.

कभी सोचा नहीं था कि दर्द इतना होगा,
हर हँसी में छुपा एक सवाल होगा।
लड़कियाँ भी तन्हा हो कर मजबूत बन जाती हैं,
पर उनके दिल के टुकड़े कोई नहीं जोड़ पाएगा।

Kabhi socha nahi tha ki dard itna hoga,
Har hansi mein chhupa ek sawaal hoga.
Ladkiyaan bhi tanha ho kar mazboot ban jaati hain,
Par unke dil ke tukde koi nahi jod paayega.

अधूरी बातें और टूटे हुए ख्वाब,
हर याद में एक दर्द का किताब।
लड़कियाँ भी अपने दर्द को छुपा लेती हैं,
पर हर मुस्कान में उनकी तन्हाई लिखी होती है।

Adhuri baatein aur toote hue khwaab,
Har yaad mein ek dard ka kitaab.
Ladkiyaan bhi apne dard ko chhupa leti hain,
Par har muskaan mein unki tanhaayi likhi hoti hai.


Check out Very Best Sad Shayari For Girls Hindi & English

Best Dosti sad shayari new collection 2026

दोस्ती तो दिल से निभाई थी,
पर तुमने हर मोड़ पर मुझे अकेला ही पाया।

Dosti to dil se nibhai thi,
Par tumne har mod par mujhe akela hi paaya.

जिस दोस्त पर सबसे ज़्यादा भरोसा था,
उसी ने मेरी खामोशी को गलत समझ लिया।

Jis dost par sabse zyada bharosa tha,
Ussi ne meri khamoshi ko galat samajh liya.

हमने तो दोस्ती में कभी हिसाब नहीं रखा,
पर तुमने हर बात का वजन तोलकर ही साथ दिया।

Humne to dosti mein kabhi hisaab nahi rakha,
Par tumne har baat ka wazan tolkar hi saath diya.

दोस्त होकर भी दूर हो गए,
शायद हम से ज़्यादा कोई और क़रीब हो गया।

Dost hokar bhi door ho gaye,
Shayad hum se zyada koi aur qareeb ho gaya.

कभी तुम थे तो मेरी मुस्कान पूरी थी,
अब तुम बिन दोस्ती भी अधूरी सी लगती है।

Kabhi tum the to meri muskaan poori thi,
Ab tum bin dosti bhi adhoori si lagti hai.

Read for more Best Dosti sad shayari new collection 2026

Sad Status in Hindi – व्हाट्सऐप के लिए छोटी-छोटी सैड लाइनें

दिल टूटा है पर आवाज़ नहीं की…
Dil toota hai par awaaz nahi ki…

हम रोए भी तो किसके लिए, जो हमारा था ही नहीं।
Hum roye bhi to kiske liye, jo hamara tha hi nahi.

तन्हाई भी अब अजीज लगने लगी है…
Tanhai bhi ab azeez lagne lagi hai…

मुस्कुराहट के पीछे छुपा दर्द कोई नहीं समझता।
Muskurahat ke peeche chhupa dard koi nahi samajhta.

जिसे दिल दिया, उसी ने तोड़ दिया।
Jise dil diya, usi ne tod diya.

किस्मत भी हमसे ऐसे रूठी है जैसे कभी अपनी थी ही नहीं।
Kismat bhi humse aise roothi hai jaise kabhi apni thi hi nahi.

हमसे बात ना सही, पर याद तो किया करो।
Humse baat na sahi, par yaad to kiya karo.

दर्द वही देता है, जिससे उम्मीद सबसे ज्यादा होती है।
Dard wahi deta hai, jisse umeed sabse zyada hoti hai.

दिल से निकली आहें भी अब थक गई हैं।
Dil se nikli aahein bhi ab thak gayi hain.

कभी खुशियाँ, कभी आँसू
ज़िंदगी का हिसाब अजीब है।

Kabhi khushiyaan, kabhi aansu
zindagi ka hisaab ajeeb hai.

Sad Quotes in Hindi

कभी-कभी खामोश रहना ही बेहतर लगता है,
क्योंकि शब्द अपनों को भी ज़ख़्म दे जाते हैं। 😭🤐

Kabhi-kabhi khamosh rehna hi behtar lagta hai,
kyunki shabd apno ko bhi zakhm de jaate hain.

ज़िंदगी ने एक बात हमें ये सिखा दी,
हम हर किसी के लिए हमेशा ख़ास नहीं रह पाते। 💔😔

Zindagi ne ek baat humein ye sikha di,
hum har kisi ke liye hamesha khaas nahi reh paate.

भरोसा काँच की तरह नाज़ुक होता है,
एक बार टूट जाए तो फिर पहले जैसा नहीं होता। 😭🚫

Bharosa kaanch ki tarah naazuk hota hai,
ek baar toot jaaye to phir pehle jaisa nahi hota.

सबसे गहरा दर्द वही होता है शायद,
जो आँसू बने बिना दिल में ही दफ़्न हो जाता है। 💔🥀

Sabse gehra dard wahi hota hai shayad,
jo aansu bane bina dil mein hi dafn ho jaata hai.

वक़्त ने सिखा दिया कौन अपना है यहाँ,
वरना हर चेहरा हमें अपना-सा ही लगता था। 😭⏳

Waqt ne sikha diya kaun apna hai yahan,
warna har chehra humein apna-sa hi lagta tha.

भीड़ में रहकर भी अकेला सा रह गया हूँ,
खुद से लड़ते-लड़ते खुद से ही हार गया हूँ। 😭🥀

Bheed mein rehkar bhi akela sa reh gaya hoon,
khud se ladte-ladte khud se hi haar gaya hoon.

Conclusion

In the end, sad shayari gives us a way to express our pain. When we feel lonely or heartbroken, these words help lighten our heart. It reminds us that we are not alone others feel the same pain too. Shayari is not just poetry, it is the voice of the heart.

For More information visit our Website: Sad Shayari

What is Sad Shayari in Hindi?

Sad Shayari in Hindi is a form of emotional poetry that expresses pain, heartbreak, or loneliness through deep and meaningful words. It connects directly with the heart and helps people express feelings that are hard to say in normal conversation.

Why do people love reading Sad Shayari in Hindi?

People love Hindi Sad Shayari because it beautifully captures real-life emotions in their own language. The words feel more personal and powerful, especially when someone is going through heartbreak or emotional struggle. Hindi brings a natural depth that touches the heart instantly.

Can I use Sad Shayari in Hindi for my social media posts?

Yes, absolutely! Sad Shayari in Hindi is very popular for WhatsApp statuses Instagram captions and Facebook posts. It helps express what you feel inside whether it is pain silence or lost love in a few poetic lines.

Who are some famous poets known for Sad Shayari in Hindi?

Many great poets have written unforgettable Sad Shayari in Hindi. Such as Gulzar, Rahat Indori and Mirza Ghalib (though he wrote mostly in Urdu). Their poetry reflects raw emotions, heartbreak and the beauty of pain in simple but deep words.

What emotions are mostly shown in Sad Shayari in Hindi?

Sad Shayari in Hindi often talks about broken hearts, lost relationships, loneliness, betrayal and unspoken feelings. It is not just about sadness.It is also about healing, learning and finding strength through emotions.

Post a Comment

0 Comments