Sad poetry on Break-up Sad Poetry Dard Shayari Latest
![]() |
| Sad poetry on Break-up Sad Poetry Dard Shayari |
Kis tarah meri rooh hari kar gaya aakhir
Woh zeher jisay jism mein khiltay nahi dekha
Yak-lakht gira hai to jarain tak nikal aayin
Jis perh ko aandhi mein bhi hiltay nahi dekha
Ik baar jisay chaat gayi dhoop ki khwahish
Phir shaakh pe us phool ko khiltay nahi dekha
Bichra hai jo ik baar to miltay nahi dekha
Is zakham ko hum ne kabhi siltay nahi dekha
यह रही आपकी पसंद की शायरी का हिंदी अनुवाद:
ब्रेक-अप और दर्द à¤à¤°ी शायरी
किस तरह मेरी रूह हरी कर गया आखिर
वो ज़हर जिसे जिस्म में खिलते नहीं देखा
यकलख्त गिरा है तो जड़ें तक निकल आईं
जिस पेड़ को आंधी में à¤ी हिलते नहीं देखा
इक बार जिसे चाट गई धूप की ख्वाहिश
फिर शाख पे उस फूल को खिलते नहीं देखा
बिछड़ा है जो इक बार तो मिलते नहीं देखा
इस ज़ख्म को हम ने कà¤ी सिलते नहीं देखा

0 Comments