Latest Attitude Shayari in Urdu Attitude Poetry in Urdu Hindi Text Poetry
![]() |
| Attitude Poetry in Urdu Hindi language |
Uthti hi nahi nigah kisi aur ki taraf 💪 ek shakhs ka deedar mujhe paband kar gaya.
Hum zakham gehre denge 🔥 tum thora sabar to karo.
Bohat shareef hoon mein 😎 jab tak koi ungli na kare.
Apnana bhi seekho, thukrana bhi seekho 👑 jahan par izzat nahi, wahan se uth kar jaana bhi seekho.
Shararat karo, saazishein nahi 😏 hum shareef hain, seedhe nahi.
Galat ko galat aur sahi ko sahi kehne ki himmat rakhta hoon 💪 isi liye mein rishte aaj kal kam rakhta hoon.
Maafi par apnana seekho, galti par thukrana seekho, jahan tumhari zaroorat na ho wahan se uth kar jaana seekho.
Tum agar samajhte ho ke mein bura hoon 💀 to tum galat samajhte ho, mein bohat bura hoon.
Hum kuch din khamosh kya huye 🦁 kutton ne bhonkna shuru kar diya.
Lehje mein be-adbi aur chehre par naqab liye phirte hain, jin ke apne khaate kharab hain, woh mera hisab liye phirte hain.
Jo khaak tak nahi uda sakte ⚔️ woh humein udane ki baat kar rahe hain.
Baat baat par bigda mat karo, hum bigde to tumhara naqsha bigaad denge.
Sab se bada nadan wahi, jo samjhe nadan humein, kaun hai kitne paani mein, sab ki hai pehchan mujhe.
Sheron se seekha hai khamosh reh kar shikaar karna 🦁 kyunke dhaar maar kar sher kabhi shikaar nahi karta.
Suna hai samundar ko bohat gumaan aaya hai, udhar hi le chalo kashti jidhar toofan aaya hai.
Mein woh khel nahi khelta jis mein jeetna fix ho, kyunke jeetne ka maza tab hai jab haarne ka risk ho
Agar aapko in mein se koi shair ya status pasand aaya To Comment kare

0 Comments