Boys Attitude Poetry Boys 2 Lines Attitude Shayari

Boys Attitude Poetry Boys 2 Lines Attitude Shayari
Boys Attitude Poetry Boys 2 Lines Attitude Shayari


Sahi waqt par karwa denge hadon ka ehsas 💪 Kuch talab apne aap ko samundar samajh baithe hain.
Maan ne sikhaya cheezon ko sahi jagah par rakhna, aur baap ne sikhaya logon ko unki auqat mein rakhna.



Jo bhi chaho sare-aam ho jayega 💪 Mera naam le dena, tumhara kaam ho jayega.
Beta, mahool ka kya hai 😎 Saala.. jab chahe tab badal denge.


Sher ke panje mein agar kaanta chub jaye, iska ye matlab nahi ke kutte raaj karenge.


Main maaf kar deta hoon par bhoolta nahi hoon.
Kuch log mil kar kar rahe hain meri burayi, tum bete itne saare aur main akela macha raha hoon tabahi.
Khuda salamat rakhe un aankhon ko jin mein hum kaanton ki tarah chubhte hain.


Khauf to awara kutte bhi machate hain 👑 Par dahshat hamesha sher ki rehti hai.
Tasalli se parhe hote to samajh mein aate hum, zaroor kuch safhay baghair parhe hi palat diye honge.


Ye mat samajhna ke bhool gaya hoon, naam, chehre aur auqat sab ki yaad rakhta hoon.
Sher ko jagana aur humein sulana, kisi ke bas ki baat nahi.


Akar torni hai un manzilon ki, jin ko apni bulandi par ghuroor hai.


Shayastagi ki duniya ka qissa hi khatam, ab jaisi duniya waise hum.

Post a Comment

0 Comments